Showing posts with label Hindi Movie Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Movie Shayari. Show all posts

Sunday, 10 March 2013

wo mili muje 'heer' ki tarah


Wo mili muje ‘Heer’ ki tarah,
Taste me thi woh ‘Khir’ ki tarah,
Aur dil ke par hui woh ‘Tir’ ki tarah……

Wednesday, 20 February 2013

Aaj bhi hai


Hum ne jo ki thi ‘Mohabbat’ aaj bhi hai,
Tere julfo ke saye ki ‘Chahat’ aaj bhi hai,
Rat katati nahi aaj bhi khayalo me tere,
Diwaano si wo meri ‘Halat’ aaj bhi hai…
Kisi aur ke tasavvur ko udati nahi,
Baiman aakhon me thodi si ‘Sarafat’ aaj bhi hai,
Chah ke chahe ek bar fir chhod dena tu,
Chah ke chahe ek bar fir chhod dena tu,
Dil tod tuje jane ki ‘Izzazat’ aaj bhi hai….



Sunday, 16 December 2012

Akshay Shayari



Aasmano Se Kaho Agar Hamari Udaan Dekhni Ho,
To Apna Kad Aur Ucha Karle,
Husn Walo Se Kaho Agar Ishq Dekhna Ho,
To Humse Aake Mile…..
________________________________________________
Hu Main Parvana Magar Koi Samma To Ho, Raat To Ho..
Hu Main Parvana Magar Koi Samma To Ho, Raat To Ho..
______________________________________________
Mana Ke Tu Ek Insaan Hai Sari Duniya Ke Liye,
Magar Sari Duniya Hai… Kisi Ek Insaan Ke Liye…..