Tuesday 12 June 2012

Best Dialogues of Amitabh Bachchan


"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai.
Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho.
Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony
"Aaj mere paas bangla hain, gadi hai, bank balance hai…
tumare paas kya hai.?" -Deewar
"I can talk in english, i can walk in english, i can laugh in english, because english is a phunny language." -Namak Halal
 "Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi
 "Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
 "Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se liver kharaho jaatha hai." -Satte pe Satta
"Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath
"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath
"Hawa tez chalta hai Dinkar Rao.. Topi sambhalo, nahin to udd jayega" -Agneepath
 "Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti
"Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar
"Mai aaj bhi feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar
"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard
"Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul
"In the year 1979 when Pakistan was playing against India at the Wankhade stadium Wasim Raja and Wasim Bari were at the crease and they took the same consideration. Wasim Raja told Wasim Bari, look Wasim Bari, we must consider this consideration and considering that this is an important match we must put this consideration into action and ultimately score a run. And both of them considered the consideration and ran and both of them got out." -Namak Halal

No comments:

Post a Comment